SEARCH RESULTS
Showing search results for "dostii..."
Nazm MATCHES FOR "dostii..."
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye duniyaa jahaa.n aadmii kuchh nahii.n hai
vafaa kuchh nahii.n dostii kuchh nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
dosti ka hath
tumhaare des me.n aayaa huu.n dosto ab ke
na saaz-o-naGma kii mahfil na shaa.irii ke liye
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
hazaar-guuna malaamat kaa baar uThaa.e hu.e
havas-parast nigaaho.n kii chiira-dastii se
Sahir Ludhianvi
Nazm
agar ye sab kuchh nahin
mujassamo.n kii tarah the dono.n
na dostii thii na dushmanii thii
Ahmad Faraz
Nazm
tumhein kis ne kaha tha
tumhe.n kis ne kahaa thaa
aasmaa.n se TuuTtii andhii ulajhtii bijliyo.n se dostii kar lo
Mohsin Naqvi
Nazm
jugnu
to ye na kah sake ab aa.o dostii kar le.n
kabhii jo sun na sakii merii totlii baate.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
roTiyan
ye ranDiyaa.n jo naache hai.n ghuu.nghaT ko mu.nh pe le
ghuu.nghaT na jaano dosto tum ziinhaar use
Nazeer Akbarabadi
Nazm
dosti ka hath
tumhaaraa haath ba.Dhaa hai jo dostii ke liye
mire liye hai vo ik yaar-e-Gam-gusaar kaa haath
Ali Sardar Jafri
Nazm
hinDola
talaash-e-husn me.n sher-o-adab me.n dostii me.n
ru.ndhii sadaa se mohabbat kii bhiik maa.ngii hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shikayat
ye rishta umr bhar yuu.nhii rahe qaa.em
to in lafzo.n se yuu.nhii dostii rakhnaa
Farooq Bakshi
Nazm
is tarah ki baaton mein ehtiyat karte hain
dostii nahii.n rahtii
laakh baar mil kar bhii
Moeen Nizami
Nazm
dushman ki taraf dosti ka hath
tuu hai meraa dost ki dushman
ye to bataa mujh ko ai zar
Muneer Niyazi
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa