SEARCH RESULTS
Showing search results for "dotaa"
Nazm MATCHES FOR "dotaa"
Nazm
fishshajaril-aKHzar-e-nar
kahii.n pe chashm-e-Gazaal-aasaa
kahii.n pe zulf-e-dotaa ugegii
Rizwanullah
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki shab o roz ke ha.ngaamo.n me.n
vaqt har Gam ko bhulaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Nazm
KHizr-e-rah
to.D detaa hai ko.ii muusaa tilism-e-saamarii
sarvarii zebaa faqat us zaat-e-be-hamtaa ko hai
Allama Iqbal
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ho ijaazat to ye dil ishq kaa iz.haar kare
ishq insaan ko insaan banaa detaa hai
Shakeel Badayuni
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
maut ke haatho.n se miT saktaa agar naqsh-e-hayaat
aam yuu.n us ko na kar detaa nizaam-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
sab ik daataa ke bande hai.n
sab bando.n kaa ik daataa hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
nauha
har sub.h hilaa detaa thaa zanjiir zamaana
kyuu.n aaj divaane ko jagaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
jis tarah tuufaa.n-zada kashtii ke Tuk.Do.n ko
samundar saahilo.n par phe.nk detaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
muflisi
muflis kii kuchh nazar nahii.n rahtii hai aan par
detaa hai apnii jaan vo ek ek naan par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
online aashiq
net farhaad ko shiirii.n se milaa detaa hai
ishq insaan ko goggle pe biThaa detaa hai
Khalid Irfan
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
apne bistar se uThtaa huu.n mu.nh dhotaa huu.n
laayaa thaa kal jo double-roTii