SEARCH RESULTS
Showing search results for "dotaa"
Ghazal MATCHES FOR "dotaa"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
gustaaKHii-e-visaal hai mashshaata-e-niyaaz
ya.anii du.aa ba-juz KHam-e-zulf-e-dotaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
khaTkaa bhii kuchh hu.aa nahii.n aur dil u.Daa liyaa
ye saare hathka.nDe tirii zulf-e-dotaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
aaj aaraa.ish-e-gesuu-e-dotaa hotii hai
phir mirii jaan giraftaar-e-balaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye kyuu.n KHamiida hai sifat-e-saahab-e-rukuu
kyaa pa.Dh rahii hai dosh pe zulf-e-dotaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us chehra-e-anvar kii ziyaa mere liye hai
vo zulf-e-siyah taab-e-dotaa mere liye hai
Hasrat Mohani
Ghazal
sab se pahle to siyaahii mirii qismat ko milii
jo bachii thii vo tirii zulf-e-dotaa ne le lii
Muztar Khairabadi
Ghazal
shoriidgi-e-sar ke liye sa.ng-e-dar kii qaid
zanjiir-e-Gam ke vaaste zulf-e-dotaa kii shart
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
uqda jo dil me.n hai mire hone kaa vaa nahii.n
jab tak ki aap kholte zulf-e-dotaa nahii.n
Taskeen Dehlavi
Ghazal
dil-e-betaab miraa vo na pha.nsaane paa.e
do hii jhaTke jo zaraa zulf-e-dotaa ne paa.e
Dagh Dehlvi
Ghazal
uljhe.nge ek baar to zulf-e-dotaa se ham
saudaa.ii huu.n sa.Dii huu.n tumhaarii balaa se ham
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kaun pahnegaa gale me.n tirii ulfat kii kamand
kis ke sar hogii tirii zulf-e-dotaa mere ba.ad
Basit Bhopali
Ghazal
nuur jab chaahaa kiyaa apne hii maathe se tuluu.a
saayaa maa.ngaa to tirii zulf-e-dotaa se maa.ngaa
Shaukat Wasti
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ghuras le tuu ab un ko chiire me.n apne
tamaashaa-e-zulf-e-dotaa kar chuke ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
jhuk gayaa vo shah-e-husn aa ke gadaa se pahle
KHam hu.ii zulf-e-dutaa qadd-e-dotaa se pahle