SEARCH RESULTS
Showing search results for "dushman-e-salaamat"
Nazm MATCHES FOR "dushman-e-salaamat"
Nazm
urdu zaban
is kaa dushman dushman-e-amn-o-amaa.n
prem kaa andaaz hai urdu zabaa.n
Mauj Fatehgarhi
Nazm
hindostan
tuufaan kaa nadiim tabaahii kaa yaar huu.n
baaGii huu.n aur dushman-e-sabr-o-qaraar huu.n
Shatir Hakeemi
Nazm
dawat-e-amal
chaar-suu chaak hai aadam kii qabaa-e-ismat
har bashar dushman-e-taqdiis-e-bashar hai ai dost
Anwar Sabri
Nazm
sarhad-e-hindostan
jaarhiyyat chiin kii ab ho ga.ii sab par ayaa.n
saarii duniyaa kah uThii hai dushman-e-amn-o-amaa.n
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
qalam
dushman-e-jaan-e-hazii.n iisaa-e-dauraa.n tuu hai
samm-e-qaatil hai kabhii chashma-e-haivaa.n tuu hai
Master Basit Biswani
Nazm
zanjir
sa.ng-e-KHaaraa hii sahii KHaar-e-muGiilaa.n hii sahii
dushman-e-jaa.n dushman-e-jaa.n hii sahii
Noon Meem Rashid
Nazm
mohabbat
mohabbat dushman-e-rahbaaniyat hai
mohabbat kalma-e-insaaniyat hai