SEARCH RESULTS
Showing search results for "dushman-e-salaamat"
Ghazal MATCHES FOR "dushman-e-salaamat"
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kyaa kahuu.n mujh pe jo ai dushman-e-jaa.n guzrii hai
tirii har baat tabii.at pe giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
kaafir banaa ke kufr-navaazii bhii chho.D dii
iimaan le ke dushman-e-iimaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
mizaaj-e-ahl-e-dil kii imtiyaazii shaan to dekho
jo dushman jaan-o-dil kaa hai usii se pyaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ye dosto.n kii navaazish hai ek baar-e-garaa.n
ba.De KHuluus se dushman kaa kaam kar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
chhe.D dii zulm kii taujiih salaamat rahiye
sharm aa.ii bhii to aaya na pashemaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tire tevar badalte hii zamaana ho gayaa dushman
hilaal-e-iid bhii zaahir hu.aa shamshiir kii suurat
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
saahil o bahr ke aa.iin salaamat na rahe
ab to saahil se bhii tuufaan uThaa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
junuun-e-shauq-e-salaamat ki ye bhii hosh nahii.n
mai.n jis maqaam pe thaa vo maqaam kis kaa thaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
mujh me.n rahtaa hai ko.ii dushman-e-jaanii meraa
KHud se tanhaa.ii me.n milte hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
vo dushman-e-sukuun-e-dil-o-jaa.n yahii na ho
ma.asuum sii nigaah ki jis par gumaa.n nahii.n