SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehsaas-e-talKH"
Nazm MATCHES FOR "ehsaas-e-talKH"
Nazm
ek lamhe ki dastan
suurat-haa-e-yaaraan-e-be-yaar
ehsaas-e-silsila-haa-e-makr-o-fareb
Daud Ghazi
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
ehsaas-e-Gam-e-dil jo Gam-e-dil kaa sila hai
us husn kaa ehsaas hai jo terii ataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bulbul
chaman me.n laa.ii hai phuulo.n kii aarzuu tujh ko
milaa kahaa.n se ye ehsaas-e-ra.ng-o-buu tujh ko
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
asar paida kar
kyo.n zamaane ke KHam-o-pech me.n uljhaa hai tuu
dil me.n ehsaas-e-tabaahii-o-zarar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
bujha rut
aur aa.nsu.o.n kii jhilmilaahaT me.n
kisii ehsaas-e-gum-gashta se likhaa baab hai shaayad
Nahid Qamar
Nazm
mujrim
kyuu.n inhe.n dekh ke ehsaas-e-tahii-dastii hai
aksar auqaat mai.n katraa ke nikal jaataa huu.n?
Shakeb Jalali
Nazm
nai-dehli
rahte hai.n yahaa.n shaahii dafaatir ke mulaazim
jin ko na kuchh ehsaas-e-Gariibul-vatanii hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
ye nur kaisa hai
ek intizaar-e-mujassam kaa naam KHaamoshii
aur ehsaas-e-be-karaa.n pe ye sarhad kaisii
Meena Kumari Naz
Nazm
dua
mai.n tere chashma-e-rahmat se kaam kaam rahuu.n
kabhii kabhii mujhe ehsaas-e-tishna-kaamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
infiradiyat
isii liye ho tum ehsaas-e-kam-tarii kaa shikaar
aur un ko kitnii iraadat se dekhte ho
Nahid Qasmi
Nazm
nauha-e-jaan
ishq-e-ehsaas-e-junuu.n ke aasaar
kuchh ajab tarah bane naqsh-o-nigaar