SEARCH RESULTS
Showing search results for "ejaaz"
Nazm MATCHES FOR "ejaaz"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
naGma-e-bulbul ho yaa aavaaz-e-KHaamosh-e-zamiir
hai isii zanjiir-e-aalam-giir me.n har shai asiir
Allama Iqbal
Nazm
ram
ejaaz is charaaG-e-hidaayat kaa hai yahii
raushan-tar-az-sahar hai zamaane me.n shaam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
nutq ko sau naaz hai.n tere lab-e-ejaaz par
mahv-e-hairat hai surayyaa rif.at-e-parvaaz par
Allama Iqbal
Nazm
hamesha der kar deta hun
use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Nazm
nargis-e-mastana
munkir tuu na ban husn ke e.ajaaz-e-nazar kaa
kahne ke liye apne ko begaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
goristan-e-shahi
ab ko.ii aavaaz soto.n ko jagaa saktii nahii.n
siina-e-viiraa.n me.n jaan-e-rafta aa saktii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
maut
vo miraa sehr vo ejaaz kahaa.n hai laanaa
merii kho.ii hu.ii aavaaz kahaa.n hai laanaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
madh
taasiir kaa kyaa kahiye hai taasiir hii taasiir
e.ajaaz usii kaa hai ki arbaab-e-sitam kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
sone vaalo.n ko jagaa de sher ke e.ajaaz se
KHirman-e-baatil jalaa de sho.ala-e-aavaaz se
Allama Iqbal
Nazm
aksar main sochta hun
kaliyaa.n mahak rahii hai.n e.ajaaz hai ye teraa
KHushbuu kahaa.n se aa.ii ik raaz hai ye teraa
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
hasb-e-farmaish
shahr me.n aise musavvir hai.n jo sikko.n ke evaz
husn me.n lailaa-o-azraa se ba.Dhaa de.nge tujhe
Habib Jalib
Nazm
hum
jamaal-e-arz-o-samaa kii takmiil ho rahii hai
mohabbat e.ajaaz-e-sarmadii hai
Zia Jalandhari
Nazm
husn-e-bimar
ehtiraam-e-ishq kii rau dil-nashii.n aavaaz me.n
ek phiike-pan kaa sannaaTaa dayaar-e-naaz me.n