SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaan"
Nazm MATCHES FOR "farmaan"
Nazm
do ishq
vaapas nahii.n pheraa ko.ii farmaan junuu.n kaa
tanhaa nahii.n lauTii kabhii aavaaz jaras kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawahar-lal nehru
ho.nT jam jaane se farmaan nahii.n mar jaate
jism kii maut ko.ii maut nahii.n hotii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aflak gunge hain
magar ye aarzuu kab thii
ki ham aflaak ke farmaan kii suulii pe jaa laTke.n
Ravish Nadeem
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
KHair ai saudaagaro ab hai to bas is baat me.n
vaqt ke farmaan ke aage jhukaa do gardane.n
Josh Malihabadi
Nazm
shikwa
apne parvaano.n ko phir zauq-e-KHud-afrozii de
barq-e-deriina ko farmaan-e-jigar-sozii de
Allama Iqbal
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
ab sadiyo.n ke iqraar-e-itaa.at ko badalne
laazim hai ki inkaar kaa farmaa.n ko.ii utre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
karl marx
ko.ii quvvat us kii sadd-e-raah ban saktii nahii.n
vaqt kaa farmaan jab aataa hai ban kar inqilaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
qismat ki rahbarii se milii manzil-e-muraad
farmaa.n-ravaa-e-mulk-e-dakan ko kiyaa salaam
Akbar Allahabadi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Nazm
doctor-zakir-husain
ek mard-e-baa-safaa thaa doctor-zaakir-husain
nek-dil farmaa.n-ravaa thaa doctor-zaakir-husain
Charkh Chinioti
Nazm
naya sal
apne haatho.n me.n na.e ahd kaa farmaan liye
ik na.ii raah pe ba.Dhte hii chale jaate hai.n
Akhtar Payami
Nazm
ilm ki zarurat
ishaare par isii ke naql-o-harakat hai sab italy kii
isii ke taaba-e-farmaan hai.n ruusii o iiraanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
sawan ke mahine
allaah-re ye farmaan ki is mast havaa me.n
ham mu.nh se na bole.nge agar pii na kisii ne
Josh Malihabadi
Nazm
aise nahin hota
ye farmaan jaarii kar diyaa tum ne
magar tum kaun sii duniyaa me.n rahte ho