SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaan"
Ghazal MATCHES FOR "farmaan"
Ghazal
laa kar barahmano.n ko siyaasat ke pech me.n
zunnaariyo.n ko dair-e-kuhan se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
farmaan se pe.Do.n pe kabhii phal nahii.n lagte
talvaar se mausam ko.ii badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
baiThaa hai jo ki saaya-e-diivaar-e-yaar me.n
farmaa.n-ravaa-e-kishvar-e-hinduustaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n-panaah-e-mohabbat janaab 'shabnam' hai.n
zabaan-e-sher me.n farmaan-e-shauq jaarii hai
Shabnam Rumani
Ghazal
banjar zamiin dil kii hai 'miir' milk apnii
pur-daaG siina mohr-e-farmaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aashiq to mile.nge tujhe insaa.n na milegaa
mujh saa to ko.ii banda-e-farmaa.n na milegaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ik tasht me.n rakkhii hu.ii farmaan-ravaa.ii
ik tasht me.n hai.n dirham-o-diinaar sipaahii
Komal Joya
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
dil kaa farmaan sar-e-dast uThaa rakhte hai.n
KHair kuchh roz ko takmiil-e-zamaana hii sahii
Sameena Raja
Ghazal
ko.ii iqliim nahii.n mere tasarruf me.n magar
mujh ko aataa hai bahut farmaa.n-ravaa ho jaanaa
Sarvat Husain
Ghazal
kal talak mulk se baahar jo kiye dete the
ab to un kaa bhii ye farmaan hai ghar me.n rahiye
Vineet Aashna
Ghazal
jhuk rahe the baaG ke sab phuul us ke saamne
ghaas par baiThaa thaa vo farmaa.n-ravaa.o.n kii tarah
Iftikhar Naseem
Ghazal
dil meraa teraa taaba-e-farmaa.n hai kyaa karuu.n
ab teraa kufr hii miraa iimaa.n hai kyaa karuu.n