SEARCH RESULTS
Showing search results for "farsh"
Nazm MATCHES FOR "farsh"
Nazm
muflisi
dete hai.n us ke naach ko ThaTThe ke biich Daal
naache hai vo to farsh ke uupar qadam sambhaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tin aawazen
sarv-qad miTTii ke bauno.n ke qadam chuume.nge
farsh par aaj dar-e-sidq-o-safaa band hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
na likhaa karo mujhe varaq par, kisii farsh par,
na udaas ho, na hii KHush raho
Arif Ishtiaque
Nazm
intiqam
ik barhana jism aatish-daa.n ke paas
farsh par qaaliin, qaaliino.n pe sej
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid
farsh jaarob-kashii kyaa hai samajhtaa hii nahii.n
kal-adam ho gayaa tasbiih ke daano.n kaa nizaam
Akhtarul Iman
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
farsh-e-naumiidii-e-diidaar bichhaa hai ab bhii
aur kahii.n yaad kisii dil-zada bachche kii tarah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
israfil ki maut
bazm ke farsh-o-dar-o-diivaar chup
ab KHatiib-e-shahr farmaa.egaa kyaa
Noon Meem Rashid
Nazm
siddhaarth ki ek raat
kitnaa chhoTaa hai miraa qad...
farsh par jaise kisii harf se ik nuqta giraa ho
Gulzar
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Nazm
mere milne wale
vo aa ga.ii shaam apnii raaho.n me.n
farsh-e-afsurdagii bichhaane