SEARCH RESULTS
Showing search results for "farsh"
Ghazal MATCHES FOR "farsh"
Ghazal
sub.h ke ThanDe farsh pe guu.njaa us kaa ek suKHan
kirno.n kaa guldasta dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rahguzar me.n tirii qaaliin bichhaane vaale
KHuun kaa farsh bichhaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa shaaKH-e-baa-samar hai jo taktaa hai farsh ko
nazre.n uThaa 'shakeb' kabhii saamne bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
jo 'aliinaa' ne sar-e-arsh du.aa bhejii thii
us kii taasiir yahii.n farsh pe paa lii mai.n ne
Aleena Itrat
Ghazal
paa.nv tale bichhaayaa kyaa KHuub farsh-e-KHaakii
aur sar pe laajvardii ik saa.ibaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tuu apne 'arsh pe shaadaa.n hai so KHushii terii
mai.n apne farsh pe naazaa.n huu.n ai nigaar-e-azal
Ahmad Faraz
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
faqiir dost jo ho ham ko sarfaraaz kare
kuchh aur farsh ba-juz boriyaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
'aniis' maKHmal o diibaa se kyaa faqiiro.n ko
isii zamiin ko ham farsh-e-KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
shaayad ye KHaak me.n hii samaane kii mashq ho
sotaa huu.n farsh par jo bichhaune ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
Gaafil tirii aa.nkho.n kaa muqaddar hai a.ndheraa
ye farsh to raaho.n me.n bichhaane ke liye hai