SEARCH RESULTS
Showing search results for "farv"
Nazm MATCHES FOR "farv"
Nazm
zindagi se Darte ho
chaak ho gayaa aaKHir KHaak ho gayaa aaKHir
izhdihaam-e-insaa.n se fard kii navaa aa.ii
Noon Meem Rashid
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
saqi-nama
vo suufii ki thaa KHidmat-e-haq me.n mard
mohabbat me.n yaktaa hamiiyat me.n fard
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
KHaak-e-sahraa pe jame yaa kaf-e-qaatil pe jame
farq-e-insaaf pe yaa paa-e-salaasil pe jame
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
ik aadmii hai.n jin ke ye kuchh zarq-barq hai.n
ruupe ke jin ke paa.nv hai.n sone ke farq hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
kuchh puurab pachchham farq nahii.n
is dhartii par haq sab kaa hai
Ibn e Insha
Nazm
ram
talvaar kaa dhanii thaa shujaa.at me.n fard thaa
paakiizgii me.n josh-e-mohabbat me.n fard thaa
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
farmaayaa shikaayat vo mohabbat ke sabab thii
thaa farz miraa raah sharii.at kii dikhaanii
Allama Iqbal
Nazm
judai ki pahli raat
farz to mujh ko nibhaanaa hai magar
dekh ki kitnii akelii huu.n mai.n!
Parveen Shakir
Nazm
apni malka-e-suKHan se
lafzo.n me.n raqs-o-ra.ng-o-ravaanii tujhii se hai
faqr-e-gadaa me.n farr-e-kiyaanii tujhii se hai