SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzando"
Nazm MATCHES FOR "farzando"
Nazm
bangal
zamii.n kii quvvat-e-taKHliiq ke KHudaa-vando
milo.n ke muntazimo.n saltanat ke farzando
Sahir Ludhianvi
Nazm
shahr-e-zulmat ko sabaat nahin
ai nizaam-e-kohan ke farzando
ai shab-e-taar ke jigar-bando
Habib Jalib
Nazm
chacha nehru ka KHat bachchon ke nam
mire aziiz vatan ke aziiz farzando
mire vatan kii na.ii sub.h ke naqiib ho tum
Zafar Gorakhpuri
Nazm
KHizr-e-rah
le ga.e tasliis ke farzand miiraas-e-KHaliil
KHisht-e-buniyaad-e-kaliisaa ban ga.ii KHaak-e-hijaaz
Allama Iqbal
Nazm
saba viran
ab kahaa.n se qaasid-e-farKHanda-pai aa.e?
kahaa.n se, kis subuu se kaasa-e-piirii me.n mai aa.e?
Noon Meem Rashid
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
kis zabaa.n se kah rahe ho aaj tum saudaagaro
dahr me.n insaaniyat ke naam ko uu.nchaa karo
Josh Malihabadi
Nazm
aaj ki raat na ja
aaj kii raat bahut raato.n ke baa'd aa.ii hai
kitnii farKHanda hai shab kitnii mubaarak hai sahar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
nashat-e-umid
dil se bhulaayaa zan o farzand ko
lag gayaa ghun naKHl-e-baroma.nd ko
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHushamad
bhaa.ii farzand bhii KHush baap chachaa raazii hai
shaad masruur Ganii shaah o gadaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chhabbis january
ye daur-e-nau-mubaarak farKHanda-aKHtarii kaa
jamhuuriyat kaa aaGaaz anjaam qaisarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
apne farzand se faaruuq-e-mo.azzam ne kahaa
tum ko hai haalat-e-aslii kii haqiiqat pe ubuur
Shibli Nomani
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
kaarvaa.n farKHanda-pai aur un kaa baar
kiisa kiisa taKHt-e-jam aur taaj-e-kai
Noon Meem Rashid
Nazm
iqbaal se ham-kalami
is se kuchh haT kar gulaabii shaaKH-cho.n kii chhaa.nv me.n
the valiiullaah ke farzand nukta-aafrii.n
Shorish kashmiri
Nazm
ab KHub hansega diwana
aur dhuup javaa.n ho jaa.egii
saThiyaa.e hu.e farzaano.n par
Hafeez Jalandhari
Nazm
chand ki fariyaad
rasm-e-diidaar-e-hilaal-e-iid, afsaana hu.ii
baam par us dam cha.Dhe, jis vaqt farzaana hu.ii
Khalid Irfan
Nazm
numaish mein
ye shiirii.n hai vo naushaaba hai shaayad
nahii.n yaa.n farq-e-farhaad-o-sikandar