SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzando"
Ghazal MATCHES FOR "farzando"
Ghazal
zan-o-KHvesh-o-farzand-o-daulat se chhuuTe
na dekhe ko.ii jo ki ham dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
farzand-o-aziizaan sakal KHvesh qabiila
duniyaa hai daGaabaaz nahii.n ko.ii tumhaaraa
Alimullah
Ghazal
duniyaa ke maKHmase hai.n ye farzand-o-aqrabaa
begaana sab se ho ki ajal kaa yagaana hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
Alimullah
Ghazal
naumiid na ho in se ai rahbar-e-farzaana
kam-kosh to hai.n lekin be-zauq nahii.n raahii
Allama Iqbal
Ghazal
ye bazm-e-mohabbat hai is bazm-e-mohabbat me.n
diivaane bhii shaidaa.ii farzaane bhii shaidaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kahtaa huu.n vahii baat samajhtaa huu.n jise haq
ne aabla-e-masjid huu.n na tahziib kaa farzand
Allama Iqbal
Ghazal
laa kar barahmano.n ko siyaasat ke pech me.n
zunnaariyo.n ko dair-e-kuhan se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
kaar-e-faryaad-o-fuGaa.n kis liye mauquuf hu.aa
tere kuuche me.n tire baa-hunro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
junuu.n kaa zom bhii rakhte hai.n apne zehn me.n ham
pa.De jo vaqt to farzaane honaa chaahte hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
farzaano.n kaa kyaa kahnaa har baat pe la.Dte hai.n
diivaane se diivaana shaayad hii la.Daa hogaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
maqaam-e-aql se aasaa.n guzar gayaa 'iqbaal'
maqaam-e-shauq me.n khoyaa gayaa vo farzaana
Allama Iqbal
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
nigah-e-naaz na diivaano.n na farzaano.n me.n
jaankaar ek vahii hai magar an-jaano.n me.n