SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasaana-go"
Nazm MATCHES FOR "fasaana-go"
Nazm
tanhai mein
mere shaano.n pe tiraa sar thaa nigaahe.n namnaak
ab to ik yaad sii baaqii hai so vo bhii kyaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii 'azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariyaa-e-faiz-e-qudrat tere liye ravaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariya-e-faiz-e-qudarat tere liye ravaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hamari zaban
urdu kaho yaa hindostaanii
is kii ba.Daa.ii duniyaa ne maanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
pandrah august
KHushiyo.n ke giit gaa.o ki pa.ndrah august hai
sab mil ke muskuraa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
saqi-e-mai-KHana
ai dilbar-e-farzaana ai saaqi-e-mai-KHaana
terii mai-e-sahbaa kaa mai.n saa.il-e-tishna thaa
Ahmad Fakhir
Nazm
hijrat
bahut dino.n se mujhe intizaar hai lekin
tumhaare shahr se ko.ii yahaa.n nahii.n aayaa
Aftab Shamsi
Nazm
yaaden
mahfuuz hai.n yaado.n me.n abhii tak vo ba-tadriij
dohraataa hai ab tak vo fasaane dil-e-naakaam
Bazm Ansari
Nazm
id
lo iid aa.ii ai dil ba-sad shaan-o-shaukat
KHushii har taraf har taraf hai masarrat
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Nazm
widaa
tez aur tund nigaaho.n se guzarnaa hogaa
dard se ashk se aaho.n se guzarnaa hogaa
Niyaz Gulbargavi
Nazm
aaj ki duniya
duniyaa ko inqalaab kii yaad aa rahii hai aaj
taariiKH apne aap ko dohraa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zabta
ye zaabta hai ki baatil ko mat kahuu.n baatil
ye zaabta hai ki girdaab ko kahuu.n saahil
Habib Jalib
Nazm
gandhi-ji
nigaah-e-shauq me.n jalve jo tere aate hai.n
tajalliyo.n ke na.e taur jagmagaate hai.n