SEARCH RESULTS
Showing search results for "fiT"
Nazm MATCHES FOR "fiT"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
mini-bus ka safar
bus me.n siku.D ke thaan se chit ho ga.e the ham
purze the aur machine me.n fiT ho ga.e the ham
Khalid Irfan
Nazm
meri tariKH ka lunDa bazar
saare suurmaa shaayad mere qad se bahut ba.De the
un ke kap.De mere jism pe jaane kaise fiT aa.e.nge
Sarmad Sahbai
Nazm
payam-e-masarrat
bole ki nuur-e-chashm kaa sahraa likhe.n janaab
misro.n me.n jin ke naam har ik fiT kare.n janaab
Asrar jamayee
Nazm
saza
phir mujh ko chaahne kaa tumhe.n ko.ii haq nahii.n
tanhaa karaahne kaa tumhe.n ko.ii haq nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
baap kaa ilm na beTe ko agar azbar ho
phir pisar qaabil-e-miiraas-e-pidar kyuu.nkar ho
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
phir bhii maazii kaa KHayaal aataa hai gaahe-gaahe
muddate.n dard kii lau kam to nahii.n kar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
ham kab tak piit ke dhoke me.n
tum kab tak duur jharoke me.n
Ibn e Insha
Nazm
zindagi se Darte ho
daur naa-rasaa.ii ke ''be-riyaa'' KHudaa.ii ke
phir bhii ye samajhte ho hech aarzuu-mandii
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
raKHt-e-dil baa.ndh lo dil-figaaro chalo
phir hamii.n qatl ho aa.e.n yaaro chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat ho gai tum se
sabhii baate.n sunii tum ne
phir aa.nkhe.n pher lii.n tum ne