SEARCH RESULTS
Showing search results for "firqa"
Nazm MATCHES FOR "firqa"
Nazm
jawab-e-shikwa
firqa-bandii hai kahii.n aur kahii.n zaate.n hai.n
kyaa zamaane me.n panapne kii yahii baate.n hai.n
Allama Iqbal
Nazm
firqa-parasti ka challenge
taaqat ho kisii me.n to miTaa.e mirii hastii
Daa.in hai miraa naam laqab firqa-parastii
Nazeer Banarasi
Nazm
gandhi-jayanti
uf ki qadam qadam pe hai teraa shariik ahrman
uf ki tujhe nasiib hai.n firqa-parast raahzan
Arsh Malsiyani
Nazm
aisi manaen holi
mulk se firqa-parastii ko haTaa hii Daalo
dair-o-ka.aba ke tafarqe ko miTaa hii Daalo
kanval Dibaivi
Nazm
rah-e-watan mein
bhulaa do buGz-o-adaavat kii daastaano.n ko
jalaa do firqa-parastii ke aashiyaano.n ko
Jafar Malihabadi
Nazm
siyasi maslahat
mulk me.n firqa-parasto.n kii hu.aa chal hii ga.ii
na kisii ne sarzanish kii na unhe.n Tokaa gayaa
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
kuchal do ba.Dh ke har ik saa.np ko sapere ko
miTaa.o firqa-parastii ke har a.ndhere ko
Nazish Partap Gadhi
Nazm
diwali aai
kyaa tumhe.n chhuut kaa ye dars buzurgo.n ne diyaa
kyaa tumhe.n firqa-parastii kii ijaazat dii thii
kanval Dibaivi
Nazm
ekta ki aawaz
bhulaa do firqa-parastii kii daastaano.n ko
miTaa do ba.Dh ke ta.assub bhare jahaano.n ko
Bekal Utsahi
Nazm
gham-e-jamhur
chaman pe firqa-parastii kii aag barsaa kar
ye phuu.nk de.nge har ik shaaKH-e-aashiyaa.n ik din