SEARCH RESULTS
Showing search results for "firqa"
Ghazal MATCHES FOR "firqa"
Ghazal
KHaraash-e-siina-e-aashiq bhii dil ko lag jaa.e
ajab tarah kaa hai firqa ye dil-figaaro.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
kaisii kaisii shaKHsiyat algaav-vaadii ho ga.ii
kaise kaise zehn ko firqa-parastii khaa ga.ii
Nazeer Banarasi
Ghazal
to.D kar phe.nk duu.n ye firqa-parastii ke mahal
aur peshaanii pe sajde kaa nishaa.n ho jaa.uu.n
Azm Shakri
Ghazal
rahnaa kisii se dab kar hai amn ko zaruurii
phir ko.ii firqa haibat-a.ngez hai to phir kyaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
nek-naamii me.n dilaa firqa-e-ushshaaq hai.n ishq
hai vo badnaam mohabbat me.n jo badnaam nahii.n
Amanat Lakhnavi
Ghazal
sar basar firqa parasto.n ke vatan me.n 'anvar'
rahnumaa ham ne sadaa apne gazinde dekhe
Anwar Khan Anwar
Ghazal
Rumana Rumi
Ghazal
jo tere sar-parast the kab ke chale ga.e
firqa-parastii tuu bhii ye hindostaan chho.D
Zafar Sahbai
Ghazal
Naaz Muradabadi
Ghazal
ye firqa-parastii ye nafrat kii aa.ndhii
pa.Dosii pa.Dosii kaa sar kaaTtaa hai
Jatinder Parwaaz
Ghazal
Vinayak Damodar Savarkar
Ghazal
kaamil us firqa-e-zuhhaad me.n uThaa na ko.ii
kuchh hu.e to yahii rindaan-e-qadah KHvaar hu.e
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
phailaa chuke hai.n firqa-parastii kaa zahr vo
aa.e hai.n saamne jo adad intiKHaab ke
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
kyaa kahe.n kis se kahe.n apne numaa.indo.n kaa haal
jaise Daaka maartaa phirtaa hai sultaana abhii