SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaflat-e-khvaab"
Nazm MATCHES FOR "gaflat-e-khvaab"
Nazm
talash
aalam-e-KHvaab ko kahte hai.n haqiiqat ke KHilaaf
kashmakash sii hai bapaa Gaflat o hushyaarii me.n
Amn Lakhnavi
Nazm
ghaul-e-bayabani
dil-e-figaar ko shikast-e-shiisha-e-nigaar-e-KHvaab kii KHabar milii
magar ye kyaa Gazab hu.aa
Hammad Younus
Nazm
talash-e-jahan-e-napaid
na KHvaab aa.e.n mirii nii.nd itnii gahrii ho
sahar ko haajat-e-tafsiir-e-KHvaab ho na 'amiir'
Syed Jafar Amir
Nazm
sud-o-ziyan
kam nahii.n KHvaab kii ta.abiir se kuchh qiimat-e-KHvaab
lazzat-e-KHvaab
Shabnam Shakeel
Nazm
pas-manzar ki aawaz
ye qayaam-e-KHvaab davaam-e-KHvaab
rahuu.n is se daur me.n kis tarah
Abrar Ahmad
Nazm
nasri nazm ki manzum katha
lamha-e-maakuus hai
aab-juu-e-KHvaab hai paiham ravaa.n
Salman Sarwat
Nazm
musafir parinde
har na.ii dil-kushaa agnii munjamid
zer-e-ahraam yaKH-mahv-e-KHvaab
Shafiq Fatima Shera
Nazm
gum-shuda KHayal ka tazkira
ba-rang-e-KHvaab ruke paaniyo.n ko chakkhaa karuu.n
paraa.e baaGo.n pe abr-e-ravaa.n kaa saaya rahe