SEARCH RESULTS
Showing search results for "garq"
Nazm MATCHES FOR "garq"
Nazm
aadmi-nama
jhamke tamaam Garb se le taa-ba-sharq hai.n
kam-KHvaab taash shaal do-shaalo.n me.n Garq hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab naqsh-gar-e-haadsaat
silsila-e-roz-o-shab asl-e-hayaat-o-mamaat
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
jab havaa khaane baaG jaate the
ho ke KHush-haal ghar me.n aate the
Altaf Hussain Hali
Nazm
parchhaiyan
ye kaa.enaat kaa Thahraa.o ye athaah sukuut
ye niim-tiirah fazaa roz-e-garm kaa taabuut
Firaq Gorakhpuri
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
garm ho tezaab kii khaulan se laale kaa ayaaG
Guncha-e-nauras kaa taaq aur piir-e-maktab kaa charaag
Josh Malihabadi
Nazm
inqalab
Garq ho.nge aatishii.n malbuus me.n manzar tamaam
is tarah legaa zamaana ja.ng kaa KHuunii.n sabaq
Asrarul Haq Majaz
Nazm
daricha
lahuu me.n Garq mire Gam-kade me.n aate hai.n
aur aa.e din mirii nazro.n ke saamne un ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zalzala
gul kiyaa zalzala-e-qahr ne kis ghar kaa charaaG
kis pe Dhaayaa ye sitam kis ko diyaa hijr kaa daaG
Shakeel Badayuni
Nazm
pand-nama
KHud ko Garq-e-sharaab-e-naab na kar
dekh apne ko yuu.n KHaraab na kar
Josh Malihabadi
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
mai.n us din se Dartaa huu.n jab barf saarii pighal kar
ise Garq kar de
Akhtarul Iman
Nazm
numaish mein
adaa-e-naaz Garq-e-kaif-e-sahbaa
siyah mizhgaa.n sharaab-aaluuda nashtar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazr-e-Khaalida
Kaif-e-sehba-e-Tarab me.n Garq-e-maiKHaana hai aaj
har shajar saaqii-e-mai har phuul paimaana hai aaj