SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghataa"
Nazm MATCHES FOR "ghataa"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye zaKHm gulzaar ban ga.e hai.n
ye aah-e-sozaa.n ghaTaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
ravaa.n hai chhoTii sii kashtii havaa.o.n ke ruKH par
nadii ke saaz pe mallaah giit gaataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
muflisi
ik paav ser aane kii dil me.n lagaa ke aas
gorii kaa vaqt hove to gaataa hai vo babhaas
Nazeer Akbarabadi
Nazm
main aur tu
roz jab dhuup pahaa.Do.n se utarne lagtii
ko.ii ghaTtaa hu.aa ba.Dhtaa hu.aa bekal saaya
Ahmad Faraz
Nazm
shikast
aur ab jab ki mirii ruuh kii pahnaa.ii me.n
ek sunsaan sii maGmuum ghaTaa chhaa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
ye mast mast ghaTaa, ye bharii bharii barsaat
tamaam hadd-e-nazar tak ghulaavaTo.n kaa samaa.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sada ba-sahra
chaaro.n samt a.ndheraa ghup hai aur ghaTaa ghanghor
vo kahtii hai kaun
Muneer Niyazi
Nazm
darwaza khula rakhna
siine se ghaTaa uTThe aa.nkho.n se jha.Dii barse
phaagun kaa nahii.n baadal, jo chaar-gha.Dii barse
Ibn e Insha
Nazm
sachche watan-parast ka git
KHuun ro.egii samaa par mere marne pe shafaq
Gam manaane ke liye kaalii ghaTaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
barsat ki bahaaren
buu.ndo.n kii jhamjhamaavaT qatraat kii bahaare.n
har baat ke tamaashe har ghaat kii bahaare.n