SEARCH RESULTS
Showing search results for "gho.nsla"
Nazm MATCHES FOR "gho.nsla"
Nazm
thoDa thoDa mil kar bahut ho jata hai
banaayaa hai chi.Diyo.n ne jo gho.nsla
so ek ek tinkaa ikaTThaa kiyaa
Ismail Merathi
Nazm
yaran-e-najd
ai baaGbaa.n ho tujh ko taKHt-e-chaman mubaarak
mujh ko vo ham-navaa de vo meraa gho.nsla de
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
chiDiyon ki shikayat
chhat pe un ko jahaa.n milii hai jagah
ik na ik gho.nsla banaayaa hai
Akhtar Shirani
Nazm
zist sarae
aa kar gho.nsla banaa sake aur aap ko bataa sake
ki aap kaa ghar kitnii tezii se simaTtaa
Muddassir Abbas
Nazm
badi ka anjam
banaayaa thaa chi.Diyaa ne ik gho.nsla
ki vo ek ghar ke thaa chhat me.n banaa
Faizi Fatehabadi
Nazm
adhuri nasl ka pura sach
aur shahr-e-habs me.n rasta ko.ii khultaa nahii.n
shaaKH tanhaa se biiye kaa gho.nsla girtaa nahii.n
Saeed Ahmad
Nazm
parinde ki fariyaad
aazaadiyaa.n kahaa.n vo ab apne gho.nsle kii
apnii KHushii se aanaa apnii KHushii se jaanaa
Allama Iqbal
Nazm
do ishq
garje hai.n bahut shaiKH sar-e-gosha-e-mimbar
ka.Dke hai.n bahut ahl-e-hakam bar-sar-e-darbaar