SEARCH RESULTS
Showing search results for "gho.nsla"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gho.nsla"
Ghazal
Lateef Sahil
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gho.nsla"
Sher
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
gho.nsla chhaa.nv haraa rang samar kuchh bhii nahii.n
dekh mujh jaise shajar hote hai.n aare laa.iq
Umair Najmi
Nazm
thoDa thoDa mil kar bahut ho jata hai
banaayaa hai chi.Diyo.n ne jo gho.nsla
so ek ek tinkaa ikaTThaa kiyaa
Ismail Merathi
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
be-charaaG rasto.n par be-shumaar jugnuu the
phir bhii ek bulbul ko gho.nsla nahii.n miltaa
Iman Qaisrani
Ghazal
vahii hai gho.nsla chimnii ke piichhe
magar chi.Diyo.n kaa vo jo.Daa nahii.n hai
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
zamaana ba.Dh ke vahii pe.D kaaT detaa hai
mai.n jis kii shaaKH pe ik gho.nsla banaatii huu.n
Bilqees Khan
Ghazal
parinde Dhuu.nDte phirte hai.n phir se jaa-e-amaa.n
shajar ke saath hii har gho.nsla bhii TuuT gayaa
Shafiq Saleemi
Ghazal
TuuTe ghar me.n vo thakaa haaraa kabuutar sar-e-shaam
gho.nsla Dhuu.nDne aayaa to mujhe yaad aayaa


