SEARCH RESULTS
Showing search results for "gholtaa"
Nazm MATCHES FOR "gholtaa"
Nazm
hamari zaban
misrii sii toltaa hai shakkar sii gholtaa hai
jo ko.ii boltaa hai miiThii zabaa.n hamaarii
Akhtar Shirani
Nazm
ilaj bil-misl
paanii me.n garmii gholtaa hai
to paanii kaa ThanDaa pyaala ma.ngvaataa huu.n
Waheed Ahmad
Nazm
git pyar ke
talKHiyaa.n fazaa me.n hai.n ghulii hu.ii
misrii kii miThaas ko.ii gholtaa
Mohammad Jalaluddin Khan Raj
Nazm
qabr
lamhaat ke niile qatro.n me.n
kaano.n me.n mire ras gholtaa hai shabdo.n kaa milan! aur man bhiitar
Naina Adil
Nazm
radio
muhiib KHabro.n kaa zahr giito.n me.n gholtaa hai
galii me.n ko.ii faqiir aa.e to us ko de do
Balraj Komal
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
tapish-andoz hai is naam se paare kii tarah
Gota-zan nuur me.n hai aa.nkh ke taare kii tarah
Allama Iqbal
Nazm
do ishq
garje hai.n bahut shaiKH sar-e-gosha-e-mimbar
ka.Dke hai.n bahut ahl-e-hakam bar-sar-e-darbaar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
halqa-e-zulf kahii.n gosha-e-ruKHsaar kahii.n
hijr kaa dasht kahii.n gulshan-e-diidaar kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
gosha-e-dil me.n chhupaa.e ik jahaan-e-iztiraab
shab sukuut-afzaa havaa aasuuda dariyaa narm sair
Allama Iqbal
Nazm
urdu zaban
ye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa,
mazaa ghultaa hai lafzo.n kaa zabaa.n par
Gulzar
Nazm
o des se aane wale bata
naGmo.n ke KHazaane gholte hai.n
saavan ke rasiile giito.n se