SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-afshaa.n"
Nazm MATCHES FOR "gul-afshaa.n"
Nazm
lafz
lafz namruud kii aatish me.n gul-afshaa.n
lafz se vaadii-e-siinaa bhii hu.ii buq.a-e-nuur
Ejaz Farooqi
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
vo baaG me.n meraa muntazir thaa
aur chaa.nd tuluu.a ho rahaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
kya gul-badani hai
kis darja fusuu.n-kaar vo allaah Ganii hai
kyaa mauja-e-taabindagii o siim-tanii hai
Josh Malihabadi
Nazm
dajla ke KHwab
ye adaa.e.n raqs ke ha.ngaam kitnii raqs-KHez
vo javaanaan-e-qabiila hosh se baahar chale
Qamar Jameel
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ne majaal-e-shikva hai ne taaqat-e-guftaar hai
zindagaanii kyaa hai ik tauq-e-guluu-afshaar hai
Allama Iqbal
Nazm
urdu
ho kuchh is tarah gul-afshaanii-e-arbaab-e-suKHan
jis se paamaalii-e-gulbaa.ng-e-anaadil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
aahang-e-nau
ai javaanaan-e-vatan ruuh javaa.n hai to uTho
aa.nkh us mahshar-e-nau kii nigaraa.n hai to uTho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aalam kitne
uf ye shabnam se chhalakte hu.e phuulo.n ke ayaaG
is chaman me.n hai.n abhii diida-e-pur-nam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kanar-e-ab ki ek sham
shafaq kaa sonaa fazaa me.n tahliil ho rahaa hai
sunahre paanii kii silvaTe.n raqs kar rahii hai.n
Krishna Mohan
Nazm
padmani
andaliibo.n ko milii aah-o-bukaa kii taaliim
aur parvaano.n ko dii soz-e-vafaa kii taaliim