SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulaal"
Nazm MATCHES FOR "gulaal"
Nazm
holi aur hindostan
ik taraf raahat kaa aur farhat kaa kaal
ik taraf holii me.n u.Dtaa hai gulaal
Arsh Malsiyani
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
ho.nTo.n pe bahut shariir laalii
gaalo.n pe gulaal kheltaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
holi
ye kis ne rang bharaa har kalii kii pyaalii me.n
gulaal rakh diyaa kis ne gulo.n kii thaalii me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
basant aur holi ki bahaar
maathe pe husn-KHez hai jalva gulaal kaa
bi.ndii se auj par hai sitaara jamaal kaa
Ufuq Lakhnavi
Nazm
phir dhum machai holi ne
u.Dte hai.n abiir gulaal yahaa.n
chehre hai.n sabho.n ke laal yahaa.n
Arsh Malsiyani
Nazm
holi
banaa ke chaa.nd ke suuraj ke aasmaa.n par thaal
farishte khele.n hai.n holii binaa abiir-o-gulaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
goyaa nikal shafaq se badar-e-kamaal aayaa
jab mu.nh se vo parii-ruu mal kar gulaal aayaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
KHushii kii dhuum se har ghar me.n rang banvaa.e
gulaal abiir ke bhar bhar ke thaal rakhvaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
raahe.n paTii hu.ii hai.n abiir-o-gulaal se
haq kii savaarii aa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
holi
gulaal abiir u.Daa.o bahaar-e-holii hai
manaa.o jashn manaa.o bahaar-e-holii hai
Jauhar Rahmani
Nazm
holi
phir shabaab-e-mast niklaa mal ke chehre par gulaal
phir nikhar aayaa bahaar-e-laala se husn-e-chaman