SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulaal"
Ghazal MATCHES FOR "gulaal"
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
manaa.uu.n kis tarah holii mai.n dosto.n ke saath
hai.n sab ke haath me.n KHanjar gulaal tho.Dii hai
Nadim Nadeem
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
vo kuudte uchhalte rangiin pairahan the
ma.asuum qahqaho.n me.n u.Dtaa gulaal dekhaa
Mohammad Aazam
Ghazal
yuu.n ruKH-e-zard chamak uThtaa hai aane pe tire
jaise holii me.n ko.ii mal ke gulaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
shafaq jo ruu-e-sahar par gulaal malne lagii
ye bastiyo.n kii fazaa kyuu.n dhu.aa.n ugalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
surKH o safed rang se hotaa hai aashkaar
vo jism-e-naaznii.n hai abiir o gulaal kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tire shahiid ke jeb-e-kafan me.n ai qaatil
gulaal se bhii hai ra.ng-e-abiir laal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abu Leveeza Ali
Ghazal
kisii ne KHuun kii holii agar nahii.n khelii
to har taraf ye lahuu kaa gulaal kaisaa hai
Zafar Siddiqui
Ghazal
shafaq gulaal kalii chaa.ndnii alaap sahar
nazar ke saamne aa.e tirii misaal ke saath
Shaz Tamkanat
Ghazal
mai.n us gulaab ko naaraaz kar nahii.n saktaa
bhale hii ruuTh ke jaa.e bahaar kaa mausam
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
bach ke jaa.oge kahaa.n 'mullaa' ko.ii
haath me.n le kar gulaal aa hii gayaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
havaa se raabta karnaa pa.Daa sharaaro.n ko
siyaah rang ko aksar gulaal karne me.n
Shahnawaz Ansari
Ghazal
ik yaad terii saath thii ab vo bhii Dhal ga.ii
qisse puraane ho ga.e mere gulaal ke
Shagufta Shafiq
Ghazal
ra.ng-e-gulaal mu.nh par aisaa bahaar de hai
juu.n aaftaab-e-taabaa.n zer-e-shafaq nihaa.n hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kha.ngaalne hai.n mujhe apne sab se achchhe sher
jo tujh ko rang de aisaa gulaal Dhuu.nDhnaa hai