SEARCH RESULTS
Showing search results for "gurfe"
Nazm MATCHES FOR "gurfe"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
partav se tere chehra-e-parvii.n-sarisht ke
ghabraa ke band kartii hai.n Gurfe bahisht ke
Josh Malihabadi
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
misl-e-buu qaid hai Gunche me.n pareshaa.n ho jaa
raKHt-bar-dosh havaa-e-chamanistaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
ye shaaKHo.n pe Gunche chaTaKHte hu.e
falak pe sitaare chamakte hu.e
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
dosti ka hath
na sarv me.n vo Guruur-e-kashiida-qaamatii hai
na qumriyo.n kii udaasii me.n kuchh kamii aa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
garche hai.n tere muriid afra.ng ke saahir tamaam
ab mujhe un kii faraasat par nahii.n hai e'tibaar
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
garche mil-baiThe.nge ham tum to mulaaqaat ke baa'd
apnaa ehsaas-e-ziyaa.n aur ziyaada hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
tund o subuk-sair hai garche zamaane kii rau
ishq KHud ik sail hai sail ko letaa hai thaam
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii