SEARCH RESULTS
Showing search results for "haasil"
Nazm MATCHES FOR "haasil"
Nazm
shikwa
aatish-andoz kiyaa ishq kaa haasil tuu ne
phuu.nk dii garmi-e-ruKHsaar se mahfil tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
ai sharif insano
sirf maidaan-e-kisht-o-KHuu.n hii nahii.n
haasil-e-zindagii KHirad bhii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mata-e-ghair
tere daaman me.n gulistaa.n bhii hai.n viiraane bhii
meraa haasil merii taqdiir bataa de mujh ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
farar
merii ummiido.n kaa haasil mirii kaavish kaa sila
ek be-naam aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
aql kii manzil hai vo ishq kaa haasil hai vo
halqa-e-aafaaq me.n garmi-e-mahfil hai vo
Allama Iqbal
Nazm
aadha kamra
mai.n ne ek tanqiidii nashist rakkhii
mai.n ne aadhaa kamra bhii ba.Dii mushkil se haasil kiyaa thaa
Sara Shagufta
Nazm
KHadsha
mile hai.n yuu.n to ka.ii rang ke hasii.n chehre
mai.n be-niyaaz rahaa mauja-e-sabaa kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
madam
lekin in talKH mabaahis se bhalaa kyaa haasil
log kahte hai.n to phir Thiik hii kahte ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
balaa-e-jaan mujhe ho gayaa shu.uur-e-jamaal
talaash-e-shola-e-ulfat se ye hu.aa haasil
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tum
shaguftagii kaa lataafat kaa shaahkaar ho tum
faqat bahaar nahii.n haasil-e-bahaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
wirsa
tujh ko iz.haar-e-KHayaalaat kaa haq haasil hai
aur ye haq ko.ii taariiKH kii KHairaat nahii.n