SEARCH RESULTS
Showing search results for "haazir"
Nazm MATCHES FOR "haazir"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
bas naam rahegaa allaah kaa
jo Gaa.eb bhii hai haazir bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
rafta o haazir ko goyaa paa-ba-paa is ne kiyaa
ahd-e-tiflii se mujhe phir aashnaa is ne kiyaa
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
haa.n taa.nbaa sonaa ruupaa hai
tum jo maa.ngo so haazir hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ek makDa aur makkhi
mehmaano.n ke aaraam ko haazir hai.n bichhaune
har shaKHs ko saamaa.n ye mayassar nahii.n hotaa
Allama Iqbal
Nazm
jawahar-lal nehru
vo jo hamraaz rahaa haazir-o-mustaqbil kaa
us ke KHvaabo.n kii KHushii ruuh kaa Gam le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
munajat-e-bewa
jahaa.n-tahaa.n, haazir aur naazir
ai sab daanaa.o.n se daanaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatun-e-mashriq
daf.atan guu.njii sadaa phir aalam-e-anvaar me.n
aurte.n duniyaa kii haazir ho.n mire darbaar me.n
Josh Malihabadi
Nazm
pand-nama
Gam ke maare to jii rahe hai.n hazaar
nahii.n bachte hai.n aish ke biimaar
Josh Malihabadi
Nazm
zamana-e-hazir ka insan
'عشق ناپيد و خرد ميگزدش صورت مار'
عقل کو تابع فرمان نظر کر نہ سکا
Allama Iqbal
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
haqiir o buzdil banaa diyaa hai
haqiiqato.n ke muqaable me.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
ko.ii taqsiim kare vaqt ko masjid masjid
ko.ii bai.at to kare dast-e-zakariyaa haazir
Adil Mansuri
Nazm
tahzib-e-hazir
حرارت ہے بلاکي بادئہ تہذيب حاضر ميں
بھڑک اٹھا بھبوکا بن کے مسلم کا تن خاکي