SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-zabaan"
Nazm MATCHES FOR "ham-zabaan"
Nazm
KHak-e-gulshan
muntashir ho ke jii nahii.n sakte
ham-nashiino.n ko ham-zabaa.n kar lo
Zubair Ahmad Hilal
Nazm
sar-e-rah-guzar
daastaa.n phailii hu.ii hai mirii sahraa.o.n me.n
ham-zabaan aaj ye viiraana nazar aataa hai
Razia Rana
Nazm
nishan aur bhi hain
ye suniye salaasil kii jhankaar suniye
junuu.n me.n mire ham-zabaa.n aur bhii hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
hujum mein tanhai
ham-zabaa.n hai na ko.ii aur na ko.ii hamraaz
daastaa.n apnii havaa.o.n ko sunaataa huu.n mai.n
Jaleel Qidwai
Nazm
tarz-e-hayat
shabnam saa saaf ho tirii fitrat kaa aa.iina
kirno.n se aaftaab kii tuu ham-zabaa.n rahe
Ameer Aurangabadi
Nazm
shimla
bas ek aajiz-e-KHasta hai muGtanim varna
suKHan-shanaas suKHan-dost ham-zabaa.n na mile
Arsh Malsiyani
Nazm
ilm
hai zabaa.n par sab kii mid.hat ilm kii
kyo.n na ho dil me.n mohabbat ilm kii
Banne Miyan Jauhar
Nazm
shahid-e-hurriyat
vatan kaa har sipaahii naujavaa.n hai
zabaa.n par zindagii kii daastaa.n hai