SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamrawa"
Nazm MATCHES FOR "hamrawa"
Nazm
jawab-e-shikwa
naam letaa hai agar ko.ii hamaaraa to Gariib
parda rakhtaa hai agar ko.ii tumhaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
dastur
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
tum ne luuTaa hai sadiyo.n hamaaraa sukuu.n
Habib Jalib
Nazm
ek aarzu
pichhle pahr kii koyal vo sub.h kii mo.azzin
mai.n us kaa ham-navaa huu.n vo merii ham-navaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aurat
husn aur ishq ham-aavaaz o ham-aaha.ng hai.n aaj
jis me.n jaltaa huu.n usii aag me.n jalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
chiin-o-arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
muslim hai.n ham vatan hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
urdu
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
mai.n 'miir' kii hamraaz huu.n 'Gaalib' kii sahelii
Iqbal Ashhar
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
terii mahfil ko KHudaa rakkhe abad tak qaa.em
ham to mehmaa.n hai.n gha.Dii bhar ke hamaaraa kyaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jab teri samundar aankhon mein
baa.nho.n kii chhanak
ye mel hamaaraa jhuuT na sach
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqs
ai mirii ham-raqs mujh ko thaam le
zindagii se bhaag kar aayaa huu.n mai.n