SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasad"
Nazm MATCHES FOR "hasad"
Nazm
badnam ho raha hun
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
goyaa hame.n hasad se kuchh naazniin nigaahe.n
Akhtar Shirani
Nazm
haar jit
shaa.erii hii nahii.n kuchh baa.is-e-izzat mujh ko
aur bahut kuchh hasad o rashk ke asbaab me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
jaen kahan hum
shu.uur o KHirad ko Guruur o hasad ko
sulaa kar bhii dekhaa jagaa kar bhii
Jameel Mazhari
Nazm
ummid meri shahzadi thi
har kiina hasad se duur thaa mai.n
har aadat-e-bad se duur thaa mai.n
Shamim Shahzad
Nazm
nasihat
chho.D de buGz aur hasad bilkul
apne dil ko na ghun lagaa bhaa.ii
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
dilli
ise dekhaa to duryodhan hasad se khaul uThaa thaa
yahii.n vo sher-dil chauhaan rahtaa thaa
Balraj Komal
Nazm
holi
buGz-o-kiina aur hasad shaitaaniyat kii den hai
ham use holii kii agnii me.n jalaa kar phuu.nk de.n
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Nazm
eid milan ke mauqea par
aaj hotii hai hasad buGz-o-jafaa kii tardiid
is liye ahl-e-vatan sab ko mubaarak ho eid
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
habil
kin sharaaro.n kii dahak diida-e-qaabiil me.n thii
vo hasad thaa ki havas taish ki nafrat kyaa thaa
Zia Jalandhari
Nazm
payam-e-watan
fitne kaa shar kaa buGz-o-hasad kaa Ganiim hai
tuu bhii aziim qaum bhii terii aziim hai
Jamal Bharti
Nazm
des ke bachcho
har suu aaj a.ndheraa dekho
buGz-o-hasad kaa Deraa dekho
Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi
Nazm
ek lamhe ki lapak
na puuchho hasad mujh ko kitnii hai in se
pareshaa.n button kasmasaataa hu.aa ye