SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasham"
Nazm MATCHES FOR "hasham"
Nazm
ramaen ka ek sin
Dastaa na saa.np ban ke mujhe shaukat-o-hasham
tum mere laal the mujhe kis saltanat se kam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
idhar na dekho
aazmuuda puraanii talvaar mu.D ga.ii hai
jo kaj-kulah saahib-e-hasham the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bapu
jaah-o-hasham kaa laalach dil me.n kabhii na aayaa
jo duusro.n se chaahaa vo kar ke KHud dikhaayaa
Masooda Hayat
Nazm
haarun ki aawaz
taariiKH ke safar me.n Galat bhii qadam uThe
gaahe libaas-e-faqr me.n ahl-e-hasham uThe
Himayat Ali Shayar
Nazm
naghma-e-dehli
har ek imaarat se ayaa.n jaah-o-hasham hai
har ii.nT pe taariiKH-e-vatan is kii raqam hai
Rifat Sarosh
Nazm
tarana-e-yaum-e-mazdur
dar-o-baam-e-jaah-o-hasham to.D Daalo
pahaa.Do.n me.n rasta banaane kaa din hai
Anwar Abbas
Nazm
shair ki tamanna
har sher kii tuu shaan hai shaukat hai hasham hai
mauzuu.a pe tere hii ravaa.n meraa qalam hai
Asad Rizvi
Nazm
chand aur suraj
KHush-kun jab un kaa jaah-o-hasham ho
zauq-e-nazar phir kyo.n meraa kam ho
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
ishwar pararthna
shaukat-e-jaah-o-hasham hai manzil-e-maqsuud hai
apne bando.n kii haqiiqat tujh se kab mafquud hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
sadr-e-jamhuriya-e-hind
jahaan-e-shauq kaa afsaana-e-jaah-o-hasham bhii hai.n
karishma hai KHudaa kaa aap ke ausaaf ke qaa.il
Masood Akhtar Jamal
Nazm
tarz-e-hayat
himmat ye hai ki terii judaa kaa.enaat ho
kyo.n tujh ko naazish-e-hasham-e-raftagaa.n rahe