SEARCH RESULTS
Showing search results for "hilaal-e-iid"
Nazm MATCHES FOR "hilaal-e-iid"
Nazm
hilal-e-id
ai hilaal-e-iid kyo.n suurat tirii Gamnaak hai
kis liye zardii hai ruKH par kyo.n garebaa.n chaak hai
Saqib Kanpuri
Nazm
sham-e-hilal-e-eid
chaa.nd niklaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii shaam
baarish-e-nuur hai taa-hadd-e-nazar aaj kii shaam
Arman Akbarabadi
Nazm
eid ka din
zahe-qismat hilaal-e-eid kii suurat nazar aa.ii
jo the ramzaan ke biimaar un sab ne shifaa paa.ii
Majeed Lahori
Nazm
hilal-e-id
qasam hai ai hilaal-e-'iid ashko.n kii ravaanii kii
qasam hai ai hilaal-e-'iid beva kii javaanii kii
Ahsan Ahmad Ashk
Nazm
hilal-e-eid
kyuu.n ishaara hai ufuq par aaj kis kii diid hai
alvidaa.a maah-e-ramazaa.n vo hilaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
chand ki fariyaad
rasm-e-diidaar-e-hilaal-e-iid, afsaana hu.ii
baam par us dam cha.Dhe, jis vaqt farzaana hu.ii
Khalid Irfan
Nazm
kisan
jis kii taabish me.n daraKHshaanii hilaal-e-iid kii
KHaak ke maayuus matl.a par kiran ummiid kii
Josh Malihabadi
Nazm
watan ka rag
hilaal-e-iid ne dii hai yahii dilo.n ko KHabar
pukaartaa hai himaala se abr uTh uTh kar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
id
ye kaisii iid hai ai dost is ko aur kuchh kah le
ki sunte the hilaal-e-iid roto.n ko ha.nsaataa hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
KHak-e-gulshan
KHaak-e-gulshan ko gul-fishaa.n kar lo
zarra-zarra ko kahkashaa.n kar lo
Zubair Ahmad Hilal
Nazm
subh-e-id
rang-e-chaman banaa hai garebaan-e-sub.h-e-iid
daamaan-e-gul se kam nahii.n daamaan-e-sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
aasman zard tha
kab tak is dil kii lagan raas na aatii aaKHir
muskuraataa hu.aa garduu.n pe hilaal aa hii gayaa
Mustafa Zaidi
Nazm
eid-gah
eid hai aa.ii eid re bachcho eid hai aa.ii eid
bichh.De aan mile.nge phir se ho jaa.egii diid
Sitvat Rasool
Nazm
zahrili taKHliq
aasmaa.n ke paa.nv par mahtaab o anjum ke sujuud
aur zamii.n kii raunaqo.n kaa vahm fikr-e-raft-o-uud