SEARCH RESULTS
Showing search results for "hinaa"
Nazm MATCHES FOR "hinaa"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
magar har ik baar tujh ko chhuu kar
ye ret ra.ng-e-hinaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
do ishq
is kunj se phuuTegii kiran rang-e-hinaa kii
is dar se bahegaa tirii raftaar kaa siimaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
hatheliyo.n kii hinaa yaad kuchh dilaa.egii
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
mauzu-e-suKHan
ra.ng-e-rukHsaar pe halkaa saa vo Gaaze kaa Gubaar
sandalii haath pe dhu.ndlii sii hinaa kii tahriir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
sandalii.n paa.nv se mastaana-ravii ruuTh ga.ii
marmarii.n haatho.n pe jal-bujh gayaa a.ngaar-e-hinaa
Ahmad Faraz
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaare haath pe hai taabish-e-hinaa jab tak
jahaa.n me.n baaqii hai dildaari-e-uruus-e-suKHan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
madam
ham ne har daur me.n mehnat ke sitam jhele hai.n
ham ne har daur ke haatho.n ko hinaa baKHshii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
bint-e-hawwa
bint-e-havvaa huu.n 'hinaa' baat ba.Dii hai merii
naam 'aurat hai miraa zaat ba.Dii hai merii
Hina Rizvi
Nazm
aadhi raat
hinaa kii Tattiyo.n me.n narm sarsaraahaT sii
fazaa ke siine me.n KHaamosh sansanaahaT sii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
ruup kii jot hinaa kii laalii kal kii yaade.n
sau.ndhii KHushbuu ThanDii buu.nde.n