SEARCH RESULTS
Showing search results for "hinaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hinaa"
Sher
Syed Gulam Mohammad Mast Kalkattvi
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
magar har ik baar tujh ko chhuu kar
ye ret ra.ng-e-hinaa banii hai
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hinaa"
Ghazal
ye bhii nayaa sitam hai hinaa to lagaa.e.n Gair
aur us kii daad chaahe.n vo mujh ko dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
shaamil hai miraa KHuun-e-jigar terii hinaa me.n
ye kam ho to ab KHuun-e-vafaa saath liye jaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kaa.nch ke paar tire haath nazar aate hai.n
kaash KHushbuu kii tarah rang hinaa kaa hotaa
Gulzar
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
hatheliyo.n kii hinaa yaad kuchh dilaa.egii
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
Bashar Nawaz
Ghazal
chand ma.asuum se patto.n kaa lahuu hai 'faakir'
jis ko mahbuub kii haatho.n kii hinaa kahte hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Nazm
mauzu-e-suKHan
ra.ng-e-rukHsaar pe halkaa saa vo Gaaze kaa Gubaar
sandalii haath pe dhu.ndlii sii hinaa kii tahriir












