SEARCH RESULTS
Showing search results for "hukamaa"
Nazm MATCHES FOR "hukamaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa mire shikve ko to rizvaa.n samjhaa
mujh ko jannat se nikaalaa hu.aa insaa.n samjhaa
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
ye imaaraat o maqaabir ye fasiile.n ye hisaar
mutlaq-ul-hukm shahanshaaho.n kii azmat ke sutuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aarzu
aaGosh me.n zamii.n kii soyaa hu.aa ho sabza
phir phir ke jhaa.Diyo.n me.n paanii chamak rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar miraa harf-e-tasallii vo davaa ho jis se
jii uThe phir tiraa uj.Daa hu.aa be-nuur dimaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye dard mauj-e-sabaa hu.aa hai
ye aag dil kii sadaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
walid ki wafat par
vo tum kab the
ko.ii suukhaa hu.aa patta havaa se mil ke TuuTaa thaa
Nida Fazli
Nazm
tulu-e-islam
haram rusvaa hu.aa piir-e-haram kii kam-nigaahii se
javaanaan-e-tataarii kis qadar saahab-nazar nikle