SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijw"
Nazm MATCHES FOR "ijw"
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
yaad kar lenaa kabhii ham ko bhii bhuule-bhaTke
aap ke uzv-e-badan hove.n judaa kaT kaT ke
Ram Parsad Bismil
Nazm
sham-e-ayaadat
ye kaun aa gayaa mire qariib uzv uzv me.n
javaaniyaa.n, javaaniyo.n kii aa.ndhiyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
abad
ye kaisii lazzat se jism shal ho rahaa hai meraa
ye kyaa mazaa hai ki jis se hai uzv uzv bojhal
Fahmida Riaz
Nazm
bewa ki KHud-kushi
maujzan hai bahr-e-zulmat tiirgii kaa josh hai
shaam hii se aaj qindiil-e-falak KHaamosh hai
Kaifi Azmi
Nazm
urdu-e-mualla
daur-daura lucknow me.n bhii thaa qabl-az-inqalaab
kar liyaa thaa nukta-sanjo.n ne isii ko intiKHaab
Safi Lakhnavi
Nazm
ek desi hasina se mulaqat
har uzv-e-badan misra-e-Gaalib kii tarah thaa
chehre kii chamak matla-e-haalii kii tarah thii
Khalid Irfan
Nazm
nind se pahle
jaane kyaa aa.nkh ko bin dekhe nazar aataa thaa
ek ek uzv-e-badan KHauf se tharraataa thaa
Saleem Ahmed
Nazm
thuka hua aadmi
apnii bekaarii se ta.ng aa kar
mai.n apnaa uzv niilaa karne chalaa aayaa