SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijz"
Nazm MATCHES FOR "ijz"
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
vo jis se tumhaare ijz pe bhii
shamshaad-qado.n ne rashk kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tah-e-nujum
ziyaa-e-mah me.n damaktaa hai ra.ng-e-pairaahan
adaa-e-ijz se aa.nchal u.Daa rahii hai nasiim
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
ba.De naaz se aaj ubhraa hai suuraj
himaala ke uu.nche kalas jagmagaa.e
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
aarzu rahiba hai
be-karaa.n ijz kii jaa.n-soKHta viiraanii me.n
jis me.n ugte nahii.n dil-sozi-e-insaa.n ke gulaab
Noon Meem Rashid
Nazm
gandhi ji
mahak luTaa.ii ahinsaa ke narm phuulo.n kii
KHuluus-o-ijz ke ik gulistaa.n the gaa.ndhii jii
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
baada-e-ishq se sarshaar guru-nanak the
mad.h-KHvaa.n us kaa tuu ho 'barq' ba-sad ijz-o-niyaaz
KHaaksaaro.n ke madad-gaar guruu-naanak the