SEARCH RESULTS
Showing search results for "imaarat"
Nazm MATCHES FOR "imaarat"
Nazm
taj-mahal
ye imaaraat o maqaabir ye fasiile.n ye hisaar
mutlaq-ul-hukm shahanshaaho.n kii azmat ke sutuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
lenin
ik baat agar mujh ko ijaazat ho to puuchhuu.n
hal kar na sake jis ko hakiimo.n ke maqaalaat
Allama Iqbal
Nazm
raat sunsan hai
'keats' kii nazm 'arastuu' ke hakiimaana qaul
sa.ng-marmar kii imaarat kii tarah saakit hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
kali diwar
ek safed imaarat jis kii nagar nagar me.n dhuum
andar duniyaa bhar kii kaalak baahar se ma.asuum
Ahmad Faraz
Nazm
tasalsul
ye imaaraat, ye miinaar, ye gulzaar, ye khet
toda-e-KHaak se hastii ne liyaa taaza janm
Ahmad Faraz
Nazm
zalzala
ek vo jis ko mayassar ho.n imaaraat-o-naqiib
ek vo jis ko na ho phuu.ns kaa chhappar bhii nasiib
Shakeel Badayuni
Nazm
paisa
ghar bhii paakiiza imaarat se banaa paise kaa
khaanaa aaraam se khaane ko milaa paise kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kisi bhi samt chala
jise qariib samajhtaa thaa duur hotaa gayaa
saraa.e lagtii thii ik duur kii imaarat thii
Gulzar
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
iflaas-o-imaarat kaa hai jo mas.ala-e-KHaas
dahqaan kii azmat kaa hai jo mas.la-e-KHaas
Arsh Malsiyani
Nazm
baghi
ishrat-aabaad imaarat kaa makaa.n to.Duu.ngaa
to.D Daaluu.ngaa mai.n zanjiir-e-asiiraan-e-qafas
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
agar aap
to kisii sarkaarii imaarat ke ahaate
yaa kasii chhoTe se raaste ke darmiyaan
Zeeshan Sahil
Nazm
America ke kutte
ham pe kahte hai.n imaarat kaa bharam kutte hai.n
aur kutte ye samajhte hai.n ki ham kutte hai.n