SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishq-e-betaab"
Nazm MATCHES FOR "ishq-e-betaab"
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
Ibn-e-Insha
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
raat aur din
phuul rau.nde jaa chuke hai.n KHvaab ke
zaKHm taaza hai.n dil-e-betaab ke
Ashfaq Amir
Nazm
shair se KHitab
ahd-e-haazir me.n vafuur-e-jazba-e-betaab se
saarii duniyaa ko jab ik markaz pe laa sakte nahii.n
Sareer Kabiri
Nazm
nauha
arthii to uThaa lete hai.n sab ashk bahaa ke
naaz-e-dil-e-betaab uThaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
intizar
Galat thaa da.ava-e-sabr-o-shakeb aa jaa.o
qaraar-e-KHaatir-e-betaab thak gayaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
din ke rup mein raat kahani
saaya KHaamosh rahaa kartaa hai
aur ik larzish-e-betaab ke hone pe bhii KHaamoshii hii
Meeraji
Nazm
mir-e-karwan
qaum kaa ik gauhar-e-naayaab thaa jo kho gayaa
qaum kaa ik jazba-e-betaab thaa jo so gayaa
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
mir-e-karwan
qaum kaa ik gauhar-e-naayaab thaa jo kho gayaa
qaum kaa ik jazba-e-betaab thaa jo so gayaa
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
yaaden
phir tujh se judaa ho ke guzaare hai.n vo din bhii
vo bhii dil-e-betaab ne dekhe hai.n zamaane
Bazm Ansari
Nazm
dua
Daal de merii sadaa se khalbalii ahbaab me.n
bhar de barq-e-zindagii un ke dil-e-betaab me.n
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
inqalab
ye KHayaal aataa hai rah rah kar dil-e-betaab me.n
bah na jaa.uu.n phir tire naGmaat ke sailaab me.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
lab-e-ju-e-bare
kaise talvaar chalii kaise zamii.n kaa siina
dil-e-be-taab kii maanind ta.Dap uTThaa thaa
Meeraji
Nazm
sitara-e-larzan
sitam sitam mirii palko.n pe vo bhii rah na sakaa
buraa ho teraa are sail-e-girya-e-betaab
Salma Javed
Nazm
shafaq
teraa ye rangiin manzar ik tilism-e-KHvaab hai
terii ye shoKHii hai yaa ik mauja-e-betaab hai