SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishq-e-betaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ishq-e-betaab"
Ghazal
Saleem Betab
Ghazal
zaruur pighle.ngii yaKH-basta vaadiyaa.n 'betaab'
ruke to dhuup sar-e-kohsaar tho.Dii der
Hafeez Betab
Ghazal
Saleem Betab
MORE MATCHES FOR "ishq-e-betaab"
Ghazal
'betaab' ab to lauT ke jaanaa muhaal hai
ham gahre paaniyo.n ke jaziiro.n me.n aa ga.e
Saleem Betab
Ghazal
mirii parakh ko bhii aa.e.nge jauharii 'betaab'
huu.n la.al-e-naab magar shahr-e-kam-nazar me.n huu.n
Saleem Betab
Ghazal
'betaab' ab to had-e-nazar tak hii ret hai
raato.n hii raat kitnaa samundar badal gayaa
Saleem Betab
Ghazal
har aan sadaa dete hai.n ma.asuum ujaale
'betaab' chale aa.o dhu.ndlako.n se nikal kar
Saleem Betab
Ghazal
Saleem Betab
Ghazal
kis tarah 'betaab' us ne chhuu liye barbat ke taar
haath jo rakhaa hu.aa thaa qabza-e-shamshiir par
Saleem Betab
Ghazal
Betab Kaifi
Ghazal
bajaa rahe na mire aql-o-hosh ai 'betaab'
Gazab kaa mast mujhe pahle hii subuu ne kiyaa
Betab Azimabadi
Ghazal
Betab Azimabadi
Ghazal
qadam ko tez kar is se ziyaada ai 'betaab'
nikal gayaa hai bahut duur qaafila teraa
Betab Azimabadi
Ghazal
paarsaa.ii me.n hai fard us kii hayaa ai 'betaab'
shauq-aaluud nazar us ko gavaaraa hii nahii.n