SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaaniye"
Nazm MATCHES FOR "jaaniye"
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
ho tujh se tark-e-saum-o-salaat-o-zakaat-o-haj
kuchh Dar nahii.n janaab-e-risaalat-panaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
mear
lekin is daur ko kyaa jaaniye kyaa rog lagaa
ab to mahbuub kii aamad bhii nahii.n hashr se kam
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
suqraat ki biwi
chup rahtaa magar sochtaa thaa dil me.n ye aksar
kyaa jaaniye kab tak rahe ye suurat-e-haalaat
Ameer Chand Bahar
Nazm
safar aur musafir
kaarvaa.n ko bhii paraayaa maaniye
is safar me.n KHud ko tanhaa jaaniye
Hafiz Karnataki
Nazm
tu ne puchha hai mere dost!
zindagii ho bhii aur ehsaas kii suulii pe rahe
dast-e-qudrat kii KHudaa jaaniye Gaayat kyaa hai
Saima Esma
Nazm
mashwara
raat ghar lauTo to jiine key du.aa.e.n maa.ngo
raat kyaa jaaniye kyaa dikhlaa.e
Ameer Ahmad Khusro
Nazm
taqaza
phir aalam-e-zulmaat me.n rotii hai zuleKHaa
kyaa jaaniye kis bhes me.n KHurshiid-e-sahar hai
Fareed Ishrati
Nazm
mearaj-e-nazar
kyaa jaaniye kyaa hogii haqiiqat me.n tajallii
ye aks agar jalva-numaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
KHan-e-matruk
miT jaa.egaa Gam duurii kaa dhiire dhiire
kyaa jaaniye phir lauT ke kab aa.uu.ngaa
Muneebur Rahman
Nazm
o aasman wale
charKH-e-kamiina-KHuu ne tevar Gazab ke badle
kyaa jaaniye liye hai.n zaalim ne kab ke badle
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aadmi
kyaa jaaniye ki kitne baras kaa hai ye charaaG
tahziib-e-soKHta hai ayaaG-e-huruuf me.n
Iliyas Babar Aawan
Nazm
lekin tumhein KHabar hi nahin hai kamal hai
jis ek chocolate kaa vaa'da hai mere saath
sach jaaniye to us kii tamanna me.n ye zabaa.n
Nadeem Najid
Nazm
aao KHat likhen
ye jaaniye KHutuut kaa likhnaa bhii hai kamaal
ho is kaa ehtimaam chalo aa.o KHat likhe.n