SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalaalat"
Nazm MATCHES FOR "jalaalat"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
jalaa do ise phuu.nk Daalo ye duniyaa
mire saamne se haTaa lo ye duniyaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aarzu
ho haath kaa sirhaanaa sabze kaa ho bichhaunaa
sharmaa.e jis se jalvat KHalvat me.n vo adaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
KHalvat me.n bhii ho jalvat kaa samaa.n vahdat ko du.ii se shaad kare.n
ye aarzu.e.n iijaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
ai sharif insano
ghar jalaanaa hii kyaa zaruurii hai
jang ke aur bhii to maidaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
dau.De hai.n aadmii hii to mash.al jalaa ke raah
aur byaahane cha.Dhaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
teraa jalaal o jamaal mard-e-KHudaa kii daliil
vo bhii jaliil o jamiil tuu bhii jaliil o jamiil
Allama Iqbal
Nazm
Diary
jab au.ndhii kashtii ke niiche ham ne
badan ke chuulhe jalaa ke taape the, din kiyaa thaa
Gulzar
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
aag bahte hu.e paanii me.n lagaa aayaa huu.n
tuu ne likhkhaa thaa jalaa duu.n mai.n tirii tahriire.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
sochtaa huu.n ki jalaa degii mohabbat us ko
vo mohabbat kii bhalaa taab kahaa.n laa.egii
Noon Meem Rashid
Nazm
hamare ustad
to.D dete hai.n jahaalat ke a.ndhero.n kaa tilism
ilm kii sham.a jalaate hai.n hamaare ustaad