SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalnaa"
Nazm MATCHES FOR "jalnaa"
Nazm
aurat
husn aur ishq ham-aavaaz o ham-aaha.ng hai.n aaj
jis me.n jaltaa huu.n usii aag me.n jalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
dorahe
yaa hamesha dard ke sho.alo.n me.n jalnaa hai tumhe.n
kab talak KHvaabo.n se dhoke khaa.ogii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
aurat
phuulo.n kii sej dii kabhii mujh ko jalaa diyaa
siitaa banaa ke sho.alo.n me.n mujh ko biThaa diyaa
Meena Naqvi
Nazm
happy birthday to me
sham'e.n bhii kitnii thii.n lekin
ab ke jalnaa mujh ko pa.Daa thaa
Sheeraz Sagar
Nazm
mahatma gandhi
hayaat kyaa hai mohabbat kii aag me.n jalnaa
ye raaz bhii tire soz-e-vafaa ne 'aam kiyaa
Ravish Siddiqi
Nazm
pahli dastak
dhiimii dhiimii aag me.n jalnaa kyaa hotaa hai
aap hii apnii lau me.n pighalnaa kyaa hotaa hai
Khalid Moin
Nazm
zalzala aaTh october 2005
bas is par chalnaa aur jalnaa
maqduur hai Gam ke maaro.n kaa
Pirzada Qasim
Nazm
hikayat-e-dauran
sham.a kii suurat bazm me.n jalnaa
gaah bha.Daknaa gaah pighalnaa
Owais Ahmad Dauran
Nazm
khanDar aaseb aur phul
bhuuto.n kaa jalnaa dekhegaa
aur bhayaanak saa.e gale mil mil kar khokhlii aavaazo.n me.n ro.e.nge
Waheed Akhtar
Nazm
kamzori
kab sho.ala-e-javvaala ban jaa.ogii KHaashaak-e-dil-o-jaa.n ko
jalaa kar KHaak karnaa hai
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
main bulandiyon par jal raha hun
mai.n apne ghar me.n diye kii tarah
jalnaa chaahtaa thaa
Qamar Jameel
Nazm
yahi zindagi hai
aag me.n jalnaa shuruu.a ho jaataa hai
aag kii aa.nch hasrat ke lohe ko