SEARCH RESULTS
Showing search results for "jfd"
Nazm MATCHES FOR "jfd"
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
zindagii jehd me.n hai sabr ke qaabuu me.n nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
abhi to main jawan hun
KHayaal-e-zohd abhii kahaa.n
abhii to mai.n javaan huu.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
aadmi-nama
hattaa ki apne zohd-o-riyaazat ke zor se
KHaaliq se jaa milaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
na dekh zohd kii tuu ismat-e-gunah-aaluud
gunah me.n fitrat-e-ismat-ma.aab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaKHiri lamha
laakho.n sa.uubato.n kaa agar saamnaa bhii ho
har johd har amal kaa taqaazaa hasiin hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHak-e-dil
ashk patthar kii tarah jam se ga.e hai.n mere
zindagii arsa-gah-e-johd-e-musalsal hii sahii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
muddat ke baad
mai.n ne bhii ek johd-e-musalsal me.n kaaT dii
vo umr thii jo phuul se armaa.n liye hu.e
Himayat Ali Shayar
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
shikast-e-zindan
mai.n tujh se duur sahii lekin ai rafiiq mire
tirii vafaa ko mirii jehd-e-mustaqil kaa salaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
gurunanak
tuu ne ye kahaa so ke ye sab umr ga.nvaa.ii
tuu ne ye kahaa jhuuT hai sab zuhd-e-riyaa.ii
Arsh Malsiyani
Nazm
ye KHala pur na hua
ik nafii larzish-e-paiham me.n sahii
johd-e-be-kaar ke maatam me.n sahii
Noon Meem Rashid
Nazm
glass landscape
achchhii baat ko dohraane kii sa.ii
aur burii baat ko bhulaane kii jidd-o-johd me.n