SEARCH RESULTS
Showing search results for "jharokaa"
Nazm MATCHES FOR "jharokaa"
Nazm
aaKHri KHat
lauT aa.ii hai jo maazii kaa jharokaa TuuTaa
saamne band lifaafe me.n tumhaare KHat hai.n
Ali Asghar
Nazm
raushnai
kisii gumaan kaa saaya na shak kii parchhaa.ii.n
saraab hai na jharoka nazar kii raaho.n me.n
Ashok Lal
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
ham kab tak piit ke dhoke me.n
tum kab tak duur jharoke me.n
Ibn e Insha
Nazm
mata-e-ghair
mere KHvaabo.n ke jharoko.n ko sajaane vaalii
tere KHvaabo.n me.n kahii.n meraa guzar hai ki nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri aawaz
yuu.n achaanak tirii aavaaz kahii.n se aa.ii
jaise parbat kaa jigar chiir ke jharnaa phuuTe
Sahir Ludhianvi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
achchhe-achchho.n ko bhaTkaa dekhaa
bhii.D me.n khaate jhaTkaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
labo.n se jaise gulo.n kii baarish
ki jaise jharnaa saa gir rahaa ho
Tariq Qamar
Nazm
ghum raha hai pit ka pyasa
dil me.n aag dabii hai Darnaa
aa.nkho.n me.n ashko.n kaa jharnaa
Ibn e Insha
Nazm
fareb
naf.a-KHorii ke jharoko.n me.n sajaa rakhaa hai
baaliyaa.n dhaan kii gehuu.n ke sunahre KHoshe
Ali Sardar Jafri
Nazm
bewa ki KHud-kushi
maut ne jhaTkaa diyaa kul uzv Dhiile ho ga.e
saa.ns ukh.Dii, nabz Duubii, ho.nT niile ho ga.e
Kaifi Azmi
Nazm
ek manzar
ufuq ke dariiche se kirno.n ne jhaa.nkaa
fazaa tan ga.ii raaste muskuraa.e