SEARCH RESULTS
Showing search results for "juzv"
Nazm MATCHES FOR "juzv"
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn ab is rah kaa juzv-e-manzar hai
niyaaz-e-ishq ko ik sajda-gah mayassar hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
surud-e-shabana
zindagii juzv-e-KHavaab hai goyaa
saarii duniyaa saraab hai goyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
juzw aur kul
samajh lo ki jo shai nazar aa.e aur ye kahe mai.n kahaa.n huu.n
kahii.n bhii nahii.n hai
Meeraji
Nazm
urdu zaban
chho.Daa hai jab se is ko talaffuz biga.D gayaa
ye har zabaa.n kaa juzv-e-bayaa.n aur shaan hai
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Nazm
wo baat
agar nahii.n to ye juzv-e-afkaar kis liye hai
ye fikr-e-be-kaar kis liye hai
Shahram Sarmadi
Nazm
talash
mere afkaar to hai.n juzv mirii hastii ke
KHud bhii mai.n kho saa gayaa 'amn' unhe.n khone me.n
Amn Lakhnavi
Nazm
malumat-e-najma
vafuur-e-josh-e-sajda kii na puuchho kaar-farmaa.ii
jabiin-e-shauq juzv-e-aastaa.n maaluum hotii hai
Najma Tasadduq
Nazm
natija chahiye har shai ka
vo merii zindagii kaa juzv-e-laa-yanfak
hazaaro.n saal se mere iraado.n hauslo.n aur valvalo.n kii
Fayyaz tahseen
Nazm
insan
juzv kul karte hai.n apnii quvvate.n nazr-e-bashar
banda-e-majbuur muKHtaar-e-jahaa.n hone ko hai
Fazlurrahman
Nazm
aah gokhale
hubb-e-vatan ko juzv-e-iimaa.n kahaa gayaa hai
vaa.iz samajh ke kiijo takfiir gokhle kii