SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaatib-e-taqdiir"
Nazm MATCHES FOR "kaatib-e-taqdiir"
Nazm
wo lamha kaisa hota hai
kisii paadaash kii takmiil kaa hissa
ki harf-e-kaatib-e-taqdiir hotaa hai
Yasmeen Hameed
Nazm
harf-e-aKHir
jabii.n pe kaatib-e-taqdiir kii jalii tahriir
gale se saik.Do.n naqsh-e-qadam lagaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
musafir ke Thikane nahin hote
hasiin naam kii tahriir
kaatib-e-vaqt ne nahii.n likhii
Naghmana Kanwal
Nazm
ab to kuchh aisa lagta hai
kaatib-e-vaqt ne jaate jaate
chehre par kuchh likh saa diyaa hai
Zehra Nigaah
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
hai raakib-e-taqdiir-e-jahaa.n terii razaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
ahd-e-hazir ki dil-ruba maKHluq
apnii be-nuur dhundlii aa.nkho.n se
pa.Dh rahii hai navishta-e-taqdiir
Shahryar
Nazm
masjid-e-qurtuba
aalam-e-nau hai abhii parda-e-taqdiir me.n
merii nigaaho.n me.n hai us kii sahar be-hijaab
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
tamir-e-gulistan
maqsad ko na paaband-e-taqdiir karo yaaro
ta.amiir-e-gulistaa.n kii tadbiir karo yaaro
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
hindostan
ek gahrii nii.nd me.n kab tak sulaayaa jaa.egaa
parda-e-taqdiir me.n kab tak chhupaayaa jaa.egaa
Maikash Akbarabadi
Nazm
na-rasai
dard miT jaa.e tirii yaad kaa kaa.nTaa nikle
lekin is shuumii-e-taqdiir kaa kyaa ho shikva
Arsh Siddiqui
Nazm
tan-e-nahif se amboh-e-jabr haar gaya
vo log jin ko mayassar na aa.e marham-e-vaqt!
vo log talKHii-e-taqdiir baa.nT lete hai.n
Zehra Nigaah
Nazm
insan
bebas aur bechaara thaa gahvaara-e-taqdiir me.n
lekin ab ye kaudak-e-naadaa.n javaa.n hone ko hai
Fazlurrahman
Nazm
dawat-e-nazar
raaz-e-taqdiir khulaa un ke amal se un par
apne dar pai hai faqat be-amalii kaa chakkar
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
KHuddari
sard-mehrii se tamannaa-e-dilii shal ho ga.ii
baar-e-Gam se Gairat-e-taqdiir bojhal ho ga.ii